Thursday, October 9, 2008

ye pal ho suneheraduniyame nam ho roshan thumaharadusron ko dikhako tum kinarayehi will yhai hamarahappy happy and happy dussehra

Tuesday, October 7, 2008

Kashti toofan se nikal sakti hai,Shama bujh k bhi jal sakti hai,Mayus na ho irade na badal,Kismat kisi bhi waqt badal sakti hai

ENJOY AS MUCH YOU CAN

“MERI KAHANI“
Woh school ki perhai wo pyar bhari baatien,
Wo syllabus ki tension wo exam ki raatien,
Wo kenteen ki party woh friends Ki laatien,
Wo roothna mana-na
Wo bunk mulaaqatien
Proposal ki planning mien wo rt ka guzarna
Phir class k peechay ki seat per sona
betuki baaton ko serious lena
wo matlab ki baatien hansi mien urana
Na wo din hain
Naa raatien, Naa ghusa, Naa baatien
Ager kuch hai to bus Yaadien Hee Yaadien...